Sunday, 10 July 2011

Ramgarh Dham

Ramgarh Dham Ramgarh,Nohar,Hanumangarh,Rajasthan

Guru-Chela

Pujari Banwari Lal Ji Kesupura Sthit Dham Ke Pujari Shri Badri Parsad Ji Ke Shishy Ha Jo Ki Bharat Pasidh Baba Shri Chturnath Ji Maharaj Ke Shishy Ha

Ramgarh Dham

Saturday, 9 July 2011

Ramgarh Dham-Pujari Banwari Lal

Pujari Banwari Lal Baba Ramdev Ji. Ke Bhakt Ha,Ramgarh men Baba Ramdev ka dham ha jiske Mukhy Pujari Banwari lal >ha.jo ki Bharat men Kafi Famous ha.Lakho baba ke bhakt novami ke din yahan aate ha.Baba ka jagran rat ko hota ha,Pujari Banwari Lal Ji Ke Yahan Bahut Log Apne Mannat Ke Liye Ate Ha,Jinme Bahut Log Bimari Aur Apne Jeevan Se Dukhi Hote Ha Lekin Jab Wo Wapis Jate Ha to Unake Chehare Par Muskan Hoti Ha Kyon Ki Ramgarh Dham Men BABA RAMDEV JI Pujari Banwari Lal Ji Ke Madhym Se Sawyam Parkat Hote Ha Aur Bhakton Ke Kaston Ka Niwaran Karte Ha. Yahan Par Amir Garib Sabhi Log Aate Ha Aur Baba Se Mannat Mangte Ha Aur Jab Unaki Manokamna Puri Ho Jati Ha To Wo yahan Par Baba Ke Dham Men Apni Ichha Anusar dan dete ha Koi Mandir banwa deta Ha Koi Jagran Karwata ha.Is Parkar Se ganw ramgarh Men Stith Is Dham Men Lakho Logo Ke Kasto Ka Niwarn Hua Ha.Ramgarh-Dham  Delhi-ganganagar Hiway Par Nohar Se 26k.m. Tatha Bhadra Se 25k.m Dono Ke Bich men ha.Ye Tham Sirsa Se Bhi Link Road Jamal-Barwali-Ramgarh Se Juda Ha.Yahan Railway Station Bhi Ha Jo BABA KE DHAM se Matar Kuch Ek Kadam Door Ha Taki Aane Wale Yatriyon Ko Koi Taklif Na Ho.Is Parkar BABA KE LAKHON BHAKTON   Pujari Banwari Lal ji Ke Asirwad AUR BABA ramdew ji ki karipa se apne Jeewan Ke Andhero Ko Door Kar Yahan Se Gaye Ha.